Xzing Dinglo Fati Tasveer (Do check Out)
THE MANGALZ Facebook page : https://ift.tt/2VqYp7z
The Mangalz : Aggressively Auspicious
Arunachal Pradesh / New Delhi
“The Mangalz Signifying the Power and Ferocity of planet MARS”
The Mangalz is a Hindi Metal Band with a calling about standing out against the Day to Day social injustice and Malice of which everyone is ‘accustomed’ to. ‘Corruption’ a single word which rules the entire scenario of our states and blindfolds our inner eye to see the humanity within ourself. We as ‘The Mangalz’ want to spread this news of uprising and revolution within ourselves through the words of our music.
The Mangalz is a distant call of ‘aggression’ and ‘confusion’ residing in ‘You’. The Mangalz promises to take you to that nirvana where you know nothing but everything!!!
Lyrics
Meri yaadon mein hai basi
Ek ajeeb si woh pari
Khubsurat woh sehzaadi si
Aur woh hasi napaak si
Aisi thi woh raatein
Aisi thi nigaahein
Joh bhi unme dekhe
Kho jaaye sab bhula ke
Gehri thi aankhein
Khaali asmaan si
Jannat ki pari nahin
Naa yeh is jahaan ki
Yeh….. ……………..
Zakhmo par mein khud hasaa
Dard mein kaisa yeh nasha……
Khada mein aaeene ke saamne
par usme aks mera nahin
Khud ko khud mein mehsus nahin
kahin has rahi kali pari
Aisi thi woh raatein
Aisi thi nigaahein
Joh bhi usme’ dekhe
Kho jaaye sab bhula ke
Gehri thi aankhein
Khaali asmaan si
Jannat ki pari nahin
Naa yeh is jahaan ki
Zakhmo par mein khud hasaa
Dard mein kaisa yeh mazaa’
Khoyi khoyi si fiza
Soyi soyi yeh jahaan sari
Mere geeto mein chupi
Uski saari kali zubaani
Mere dard ke karaah mein
Gunje uske tha-haa-ke
Mein cheekhta
Chilaata
Par koi na sune’
Saason mein uski mahak hai
Uski hasin zahan mein
source
No comments: